Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Barbaad
SEVASHI
Popularity ยท Low
+
๐ฎ๐ฉ Madurese ยท Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Jabse... dekha usse maine nazar mei
Katte patang ka ye uljha sa manjha
Behta jaaye uske peeche
Shaamei... ehsaas hai
Gulaab si gaal ko kheechu harr shaamei
Wo gusse mei mujhe aankhei dikhaye
Haste huye wo sharmaye
Zidd se mujhe kitna sataye
Aake baaho mei girjaaye
Jaaney, kya ye hua
Jaaney, kya ye hua
Mera ishq, mohabbat bangaya
Jaise chand ko taara milgaya
Suno, kya hota hai kahanio mei aise
Jo tum padhti ho kitabe kya unme hota bhi aise
Baaahei kholo naa... mujhko cheepalo tum duniya ki nazaro se
Wo gusse mei mujhe aankhei dikhaye
Haste huye wo sharmaye
Zidd se mujhe kitna sataye
Aake baaho mei girjaaye
Jaaney, kya ye hua
Jaaney, kya ye hua
Mera ishq, mohabbat bangaya
Jaise chand ko taara milgaya
ย