Skip to content

Intezaar

Popularity ยท Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Dekho dekho dekho dekho ho raha hai kya Dekho dekho dekho dekho tujhse mere yaar Kabhi na kabhi na kabhi kar de ikraar Kiya hai kiya hai maine bahot intezaar Dekho dekho dekho dekho ho raha hai kya Dekho dekho dekho dekho tujhse mere yaar Kabhi na kabhi na kabhi kar de ikraar Kiya hai kiya hai maine bahut intezaar Intezaar. Intezaar. Kabhi na kabhi na kabhi kar de ikraar Kiya hai kiya hai maine bahot intezaar Mujhe yaadein aakar teri bechain bana jaati hai Aashiq ko ishq mein bas dua kaam aati hai Ye kaisa haal kiya tere pyaar ne bata Neend aati hai to aankhe meri bura maan jaati hai Chanda ki chandani pade tere tann pe Jalta hai mann mera prem ki agan me Aaja le chalu main tujhko saatve gagan pe Jiya nahin jaata mujhse aur iss tadpan me Karta hu intezaar karna chahta hu ikraar Tujhe dhundhu tere sheher mein De baitha hu main ishtehaar Yaa aar kar yaa paar haan Mujhe karke dekh pyaar haan Main saare vachan nibhaunga Main launda jamuna paar ka Mehshus karna chahta hu teri mithi saanson ko Aur kuch na dikhe itne paas teri aankhon ko Aagosh mein jo ghere baithe tere un haathon ko Tu phool hai gulaab ka to seh lu tere kaanton ko Dekho dekho dekho dekho ho raha hai kya Dekho dekho dekho dekho tujhse mere yaar Kabhi na kabhi na kabhi kar de ikraar Kiya hai kiya hai maine bahot intezaar Dekho dekho dekho dekho ho raha hai kya Dekho dekho dekho dekho tujhse mere yaar Kabhi na kabhi na kabhi kar de ikraar Kiya hai kiya hai maine bahot intezaar Intezaar. Intezaar. Kabhi na kabhi na kabhi kar de ikraar Kiya hai kiya hai maine bahot intezaar My love is endless I want you give me your side I ride to the moon Don't you forget this I love you Always in my mind I just wanna see you through Karta hu main pyaar beshumaar beshumaar Socha na socho na mera pyaar beshumaar Abhi abhi aa gaya ve kar le ikraar main na manunga Abhi abhi aa gaya ve kar le ikraar main na manunga Dekho dekho dekho dekho ho raha hai kya Dekho dekho dekho dekho mujhse mere yaar Kabhi na kabhi na kabhi kar de ikraar Kiya hai kiya hai maine bahot intezaar