Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Kesariya
Pritam, Singh, Arijit & Bhattacharya, Amitabh
Popularity ยท Low
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Mujhko itna bataaye koyi
Kaise tujh se dil na lagaaye koyi
Rabba ne tujhko banaane mein
Kar di hain husn ki khali tijoriyaan
Kaajal ki siyaahi se likhi
Hain tune jaane kitno ki love storiyan
Kesariya tera ishq hai, piya
Rang jaaun jo main haath lagaaun
Din beete saara teri fikr mein
Rain saari teri khair manaaun
Kesariya tera ishq hai, piya
Rang jaaun jo main haath lagaaun
Din beete saara teri fikr mein
Rain saari teri khair manaaun
ย
Patjhad ke mausam mein bhi rangi chanaaron jaisi
Jhanke sannaaton mein tu veena ke taaron jaisi
Mmm, sadiyon se bhi lambi ye mann ki amaavasein hain
Aur tu phuljhadiyon waale tyohaaron jaisi
Chanda bhi deewaana hai tera
Jalti hain tujhse saari chakoriyaan
Kaajal ki siyaahi se likhi
Hain tune jaane kitnon ki love storiyan
Kesariya tera ishq hai, piya
Rang jaaun jo main haath lagaaun
Din beete saara teri fikr mein
Rain saari teri khair manaaun
Kesariya tera ishq hai, piya
Rang jaaun jo main haath lagaaun
Din beete saara teri fikr mein
Rain saari teri khair manaaun
Kesariya tera ishq hai, piya, ishq hai, piya
Kesariya tera ishq hai, piya, ishq hai, piya
Piya, ishq hai, piya, ishq hai, piya
Kesariya tera ishq hai, piya
Rang jaaun jo main haath lagaaun
ย