Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Atif Aslam Mashup (2014) - www.DJMaza.Info
DJ Chetas
Popularity ยท Low
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Be-inteha
Tera hone laga hoon
Woh ek pal mein
Tere bin
Pehli nazar mein kaisa jaadu kar diya
Tera ban baitha hai mera jiya (mere mehrama)
Jaane kya hoga, kya hoga, kya pata
Is pal ko mil ke, aa, jee lein zara
Tanha hain tujh bin raatein meri
Din mere din ke jaise nahin
Tanha badan, tanha hai rooh, nam meri aankhein rahein
Aaja mere ab roo-b-roo, jeena nahin bin tere
Piya, o, re, piya
Jeene laga hoon pehle se zyada
Piya, o, re, piya
Kaise jiya tere bin
Koi kasar na rahe
Meri khabar na rahe
Chhoo le mujhe is-qadar
Tu jaane na
Aa bhi ja, sanam
Yoon na kar sitam
Teri baahon mein (oh, yeah)
Jannatein sajaayi maine tere liye
Chhod di khudayi maine tere liye
Jannatein sajaayi maine tere liye
Chhod di khudayi
Be-inteha
Jhoomu deewana banke tere liye
Main nahin aana (be-inteha)
Ho na kabhi tu judaa
Kaise bataayein, kyun tujhko chaahein
Tu jeene ka sahaara
Baatein dilo ki dekho jo baaki
Tu jahaan se bhi pyaara
Tum hi ho beshumaar, tum hi ho
Tum hi ho mujh mein, haan, tum hi ho
O, jaan-e-jaan
Tera hone laga hoon
Khone laga hoon
Jab se mila hoon
Ho, ek pal mein
Tere bin main yoon kaise jiya
Piya re, piya re, piya
Tere bin main yoon kaise jiya
Tu jaane na
ย