Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Ye Shaam
Vital Signs
Popularity ยท Low
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Yeh shaam phir nahee ayegi
Yeh shaam phir nahee ayegi
Iss shaam ko, iss saath ko
Aao
Amar karlain
Amar karlain
Yeh shaam phir nahee ayegi
Iss shaam ko, iss saath ko
Aao
Amar karlain
Amar karlain
Yeh shaam phir nahee ayegi
Dil ki baatain sabhi
Bin kahay hum sunain
Hont khaamosh hon
Aankhain kehti rahain
Dil ki baatain sabhi
Aankhon aankhon mein
Baaton baaton mein
Jeevan...
Basar karlain
Basar karlain
Amar karlain
Yeh shaam phir nahee ayegi
Main tumharay kareeb
Tum meray paas ho
Aur kuch ho na ho
Bus yeh ehsas ho
Tum meray paas ho
Aankhon aankhon mein
Baaton baaton Mein
Jeevan
Safar karlain
Safar karlain
Amar karlain
Yeh shaam phir nahee ayegi
Eik doojay mein gumm
Iss tarhan hum jeeyain
Haath main haath hon
Lamha lamha banay
Iss tarhan hum jeeyain
Aankhon aankhon mein
Baaton baaton mein
Aao
Sahar karlain
Sahar karlain
Amar karlain
Yeh shaam phir nahee ayegi
Iss shaam ko
Iss saath ko
Aao
Amar karlain
Amar karlain
Yeh shaam phir nahee ayegi
Iss shaam ko
Iss saath ko
Aao
Amar karlain
Amar karlain
Amar karlain...
ย