Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Jaane Jaan
Kamaal Khan
,
Sonali Vajpayee
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Arey, re, re, re, teri adaa wallah
Teri aashiqui pe fida, mere piya
Arey, re, re, re, teri adaa wallah
Teri aashiqui pe fida, mere piya
Jaan-e-jaan, tere hi liye ye dil, ye jaan
Jaan-e-jaan, tere hi liye ye dil, ye jaan
Arey, re, re, re, teri adaa wallah
Shola bhi hai, shabnam bhi hai, mere Khuda
Jaan-e-jaan, main to ho gaya deewana sa
Apne deewane ko tum thaam lo, bechain hone laga hai
Ho, apne deewane ko tum thaam lo, bechain hone laga hai
Chandan sa tan jo ye dekha tera, kaise khone laga hai
Jaan-e-jaan, tere hi liye ye dil, ye jaan
Jaan-e-jaan, main to ho gaya deewana sa
Meri nigaahon ke jaisi tumhein koi jagah na milegi
Ho, meri nigaahon ke jaisi tumhein koi jagah na milegi
Unmein chhupa ke main rakhlu tumhein, duniya na pa sakegi