Skip to content

Dil Dushman (Male Vocals)

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Harr dhadkan harr saans pe pehra rakhta hai Seene mein jasoos hai peecha karta hai Harr dhadkan harr saans pe pehra rakhta hai Seene mein jasoos hai peecha karta hai Sargoshi karta hai, aahein bhi bhartaa hai Bass sulagtaa hai dil dushman e jaan hai Dil goongi zubaan hai toh phook ke dekho Dil jalta dhuaa hai, aati jaati saanso se takraata hai Dil mujhko na khoon se noch ke jaata hai Aati jaati saanso se takraata hai Dil mujhko na khoon se nochke jaata hai Dhadkan bhi madham hai saanso pe pehra hai Dard gehraa hai dil dushman e jaan hai Dil goongi zubaan hai toh phook ke dekho Dil jalta dhuaa hai