Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Sama Hai Suhana
Kishore Kumar
Popularity · Very high
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Samaan hai suhana-suhana, nashe mein jahaan hai
Kisi ko kisi kee khabar hee kahaan hai
Har dil main dekho mohabbat javaan he
Samaan hai suhana-suhana...
Kah rahee hai nazar-nazar se afsaane
Kah rahee hai nazar-nazar se afsaane
Ho raha hai asar ke jiskoo dil jaane
Dekho ye dil kee ajab daastaan hai
Nazar bolti hai, dil bezubaan hai
Samaan hai suhana-suhana...
Ho gaya hai milan dilon ka mastaana
Ho gaya hai milan dilon ka mastaana
Ho gaya hai koyi kisi ka deewaanaa
Jahaan dilruba hai, dil bhee vahaan hai
Jise pyaar kahie vahee darmiyaan hai
Samaan hai suhana-suhana, nashe mein jahaan hai
Kisi ko kisi kee khabar hee kahaan hai
Har dil main dekho mohabbat javaan he