Skip to content

My Name Is Anthony Gonsalves

Kishore Kumar & Amitabh Bachchan
Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

My name is anthony gonsalves Gonsalves! Right, my name is Anthony Gonsalves Wow! Main duniya mein akela hoon Dil bhi hai khaali, ghar bhi hai khaali Ismein rahegi koi kismat waali Haaye jise meri yaad aaye, jab chahe chali aaye Jise meri yaad aaye, jab chahe chali aaye Roop Mahal, Prem Gali, Kholi numbar Char Sau Bees Excuse me please My name is Anthony Gonsalves Really! Right, right! main duniya mein akela hoon Abhi abhi isi jagah pe ek ladki dekhi hai Arre dekhi hai, aji dekhi hai Abhi abhi isi jagah pe ek ladki dekhi hai Jo mujhe ishare karti hai Par kisi se shayad darti hai Arre darti hai, aaha darti hai Pyar karegi kya darne waali Meri banegi koyi himmat waali To jise meri yaad aaye, jab chahe chali aaye Jise meri yaad aaye, jab chahe chali aaye Roop Mahal, Prem Gali, Kholi numbar Char Sau Bees Excuse me please My name is Anthony Gonsalves Oh my! Right, main duniya mein akela hoon Bade bade log yahan hain lekin yeh yaad rahe Arre yaad rahe, aji yaad rahe Bade bade log yahan hain lekin yeh yaad rahe Sachcha pyar garibon ka Baaki hai khel nasibon ka Nasibon ka, nasibon ka Dil ki yeh baatein jag se niraali Yeh kya samjhegi koyi daulat waali To jise meri yaad aaye, jab chahe chali aaye Jise meri yaad aaye, jab chahe chali aaye Roop Mahal, Prem Gali, Kholi numbar Char Sau Bees Excuse me please My name is Anthony Gonsalves How cute! Right, main duniya mein akela hoon Hey hey dil bhi hai khaali, ghar bhi hai khaali Ismein rahegi koi kismat waali Arre jise meri yaad aaye, jab chahe chali aaye Jise meri yaad aaye, jab chahe chali aaye Roop Mahal, Prem Gali, Kholi numbar Char Sau Bees Excuse me please My name is Franklyn, Sebastian, Goldy, Soldy No! Anthony Gonsalves Oh yes! Anthony Gonsalves