Skip to content

Bas Ek Tumko

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Bas ek tumko sanam Bas ek tumko sanam Dekh ker hi ji liya Bas ek tumko sanam Dekh ker hi ji liya Har zakham apne dil ka Hum ne si liya hum ne si liya Bas ek tumko sanam Dekh ker hi ji liya Bas ek tumko sanam Dekh ker hi ji liya Har zakham apne dil ka Hum ne si liya hum ne si liya Bas ek tumko sanam Dekh ker hi ji liya Zindagi se raha hum ko yeh gela Tha bebasi ka hi ik silsila Zindagi se raha hum ko yeh gela Tha bebasi ka hi ik silsila Meri khamoshi mera izhar hai Kaisay keh do tumse kitna pyar hai Bebasi ka sara dard humne pi liya Dard humne pi liya Bas ek tumko sanam Dekh ker hi ji liya Umar teri bahon mein kat jaye gi Ab yeh diwani teri kehlaye gi Umar teri bahon mein kat jaye gi Ab yeh diwani teri kehlaye gi Na pyar tera mujko tarpaye ga Dil sawar jaye ga jab tu aaye ga Ab tumse hi hai meri har khushi piya Meri har khushi piya Bas ek tumko sanam Dekh ker hi ji liya Har zakhm apne dil ka Hum ne si liya hum ne si liya Bas ek tumko sanam Dekh ker hi ji liya.