Aaj Phir
Akash
Popularity ยท Low
Listen
YouTube
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Aaj Phir teri yaad hai aayi
Sapne mere fir sath hai laayi
Tu mere sath na sahi
Hathon mein hath na sahi
Teri yaadein to main
Teri baatein to main
In ankhon mein bas tu hai basi
Jaan ye meri tere naam hai likhi
Tu mere sath na sahi
Hathon mein hath na sahi
Teri yaadein to hain
Teri baatein to hain
Hain hain hainnnnnn
Bhul na paun teri baatein sabhi
Tu hi dhadkan tu hi dil ki lagi
Tu mere sath na sahi
Hathon mein hath na sahi
Teri yaadein to hain
Teri baatein to hain
Aaj fir teri yaad hai aayi