Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Ik Lamha
Azaan Sami Khan
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Teri Dooriyan Mujhpe Gunah Hai
Dil Chahat Iski Gawah Hai
Meri Duniyan Teri Panah Hai
Yahi Ishq Ne Mujhse Kaha Hai
Kuchh Mujhme Tu Aise Basa Hai
Koyi Mujhme Na Meri Jagah Hai
Kuchh Dekhu To Tu Dikhta Hai
Meri Ankhon Main Teri Nigah Hai
Tujhse Bichhad Ke Ba Khuda Main Yahaan
Ji Na Sakunga Ek Lamha
Aaram Aata He Didar Se Tere Mit Jaate Hai Sare Gum
Hai Ye Dua Ke Tujhe Dekhte Dekhte Hi Nikl Jaaye Dum
Sukrana Chaahe Na Main Jitna Bhi Karlu K Phir Bhi Rahega Vo Ghum
Tera Tassavur Mujhe Deke Mola Ne Mujhpe Kiya Hai Karam
Dil Savarta Hai Tere Khayalon Se
Dil Savarta Hai Tere Khayalon Se
Jagmagata Hai Tere Ujalo Se
Raqs Krta Hai Dil Tujhpe Marta Hua
Paaglon Sa Tera
Zikrr Karta Hua
Mere Chaino Sukun Teri Raah
Tu Rooh Ki Khwabgaah Hai