Skip to content

Tera Mera Pyaar

Karthik
Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Tera Mera Pyaar Hua Hai Lag Jaaye Na Nazar Aa Maang Duaayein Aisi Tera Mera Pyaar Hua Hai Jag Ko Ho Na Khabar Aa Maang Duaayein Aisi Tera Mera Pyaar Hua Hai Lag Jaaye Na Nazar Aa Maang Duaayein Aisi Tera Mera Pyaar Hua Hai Jag Ko Ho Na Khabar Aa Maang Duaayein Aisi Ab Teri Soch Mein Rehta Hoon Main Ab Tere Pyaar Se, Mehka Hoon Main Ab Bewajah Hashti Hoon Main Ab Bin Piye Masti Hoon Main Ab Mauj Si Behti Hoon Main Ab Mauj Mein Rehti Hoon Main Ab Teri Soch Mein Rehta Hoon Main Ab Tere Pyaar Se, Mehka Hoon Main Tera Mera Pyaar Hua Hai Lag Jaaye Na Nazar Aa Maang Duaayein Aisi Tera Mera Pyaar Hua Hai Jag Ko Ho Na Khabar Aa Maang Duaayein Aisi Tu, Khwaab Hai Tu, Khwaab Hai Tu, Khwaab Hai Tu Jab Tu Hashe, Tab Main Hashun Jab Tu Udasi Mein Girhti Kabhi Chaahun Main Ke Tabhi Khushi Koi La Do Abhi Jaanu Nahi Behka Hoon Kyun Kyun Chandni Si Lagey Dhoop Bhi Pyaare Mausam Sabhi Naye Huye Jazbaat Bhi Ab Dhoop Si Chadti Hoon Main Ab Shaam Si Dhalti Hoon Main Ab Aag Bin Jalti Hoon Main Ab Neend Mein Chalti Hoon Main Ab Teri Soch Mein Rehta Hoon Main Ab Tere Pyaar Se, Mehka Hoon Main Thoda Naya, Thoda Judaa Lagta Hai Woh Din Tu Jis Din Mile Mera Yun Dil Khile Mitey Khuda Se Bhi Giley Saara Jahan Ho Khushnuma Pyaara Lagey Raahon Mein Jo Mile Na Rahe Faasle Khushi Koi Angdaai Le Ab Pyaar Ki Angdaai Mein Ab Bewajah Sharmayi Main Ab Dhoondti Tanhai Main Ab Toh Rahun Paglayi Main Ab Teri Soch Mein Rehta Hoon Main Ab Tere Pyaar Se, Mehka Hoon Main Tera Mera Pyaar Hua Hai Lag Jaaye Na Nazar Aa Maang Duaayein Aisi Tera Mera Pyaar Hua Hai Jag Ko Ho Na Khabar Aa Maang Duaayein Aisi Tu, Khwaab Hai Tu, Khwaab Hai Tu, Khwaab Hai Tu.