Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Yeh Raaste Hai Pyaar Ke
Shaan, Jaspinder Narula
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Yeah eh eh eh, yeah yeah yeah, yeah yeah eh, yeah yeah
Ek dil se nikalte hain yeh, ek dil ko pahunchte hain yeh

Aage bhool bhulaiyya, jaane kaante hain ya phool
Saiyya thaam lo baiyya hum, rasta naa jaayeh bhool
Arre aage bhool bhulaiyya, jaane kaante hain ya phool

Yeh raaste hain pyaar ke, yeh raaste hain pyaar ke
Yeh raaste hain pyaar ke, yeh raaste hain pyaar ke
Ek dil se nikalte hain yeh, ek dil ko pahunchte hain yeh
Roshni kho jaayegi, raat bhi toh aayegi
Kya karenge raat ko, neend bhi toh aayegi
Raat jab aa jaayegi, aag si lag jaayegi
Pyaar ki baatein karenge, neend kisko aayegi
Aage bhool bhulaiyya jaane kaante hain ya phool
Saiyya thaam lo baiyya, hum rasta naa jaayeh bhool
Aage bhool bhulaiyya, jaane kaante hain ya phool
Saiyya thaam lo baiyya, hum rasta naa jaayeh bhool
Yeh raaste hain pyaar ke, yeh raaste hain pyaar ke
Yeh raaste hain pyaar ke, yeh raaste hain pyaar ke
Ek dil se nikalte hain yeh, ek dil ko pahunchte hain yeh
Sun, o mere hamsafar, hai bahut lamba safar
Aaj toh hum saath hain, kal ho kya kisko khabar
Kuch nahin hoga magar ho, gaya jo kuch agar
Is jahaan ko chhodke bhi, saath honge hamsafar
Arre aage bhool bhulaiyya, jaane kaante hain ya phool
Saiyya thaam lo baiyya, hum rasta naa jaayeh bhool
Aage bhool bhulaiyya jaane kaante hain ya phool
Saiyya thaam lo baiyya hum rasta naa jaayeh bhool
Haan, yeh raaste hain pyaar ke, yeh raaste hain pyaar ke
Yeh raaste hain pyaar ke, yeh raaste hain pyaar ke
Ek dil se nikalte hain yeh, ek dil ko pahunchte hain yeh
Aage bhool bhulaiyya jaane kaante hain ya phool
Saiyya thaam lo baiyya hum rasta naa jaayeh bhool
Aage bhool bhulaiyya jaane kaante hain ya phool
Saiyya thaam lo baiyya hum rasta naa jaayeh bhool
Yeh raaste hain pyaar ke, haan, yeh raaste hain pyaar ke
Hey, yeh raaste hain pyaar ke, yeh raaste hain pyaar ke