Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Diwana Dil Hai Mera
Sonu Nigam
,
Sunidhi Chauhan
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Divana dil hai meraa, divana dil hai teraa
Divanepan me chhupa divangee ka maja
Dil meraa tujhko hee jane, dil teraa mujhko hee jane
Jo dil se pyar karte hai, kehlate hai divane
Mai teraa divana, too meree divanee
Too meraa divana, mai teree divanee
Divana dil hai meraa, divana dil hai teraa
Divanepan me chhupa divangee ka maja
(Nind me jab too aaye, aankho me jab samaye
Dil yeh mange duwaye, khwab na tut jaye) - (2)
Tujhko khwabo kee yara kya hai abb jarurat
Jo khwab dekha tha tune, woh ban gaya hai hakikat
Mai teraa divana, too meree divanee
Too meraa divana, mai teree divanee
Hey yea yea yea, ho oh oh oh
(Meree dhadkan se teraa ek ajib rishta hai
Too yad jab bhee karta hai, dil jor se dhadakta hai) - (2)
Mai dil hu too meree dhadkan, dil meraa mujhse kehta hai
Jo chot lagatee hai tujhko toh dard mujhko hota hai
Mai teraa divana, too meree divanee
Too meraa divana, mai teree divanee
Divana dil hai meraa, divana dil hai teraa
Divanepan me chhupa divangee ka maja
Dil meraa tujhko hee jane, dil teraa mujhko hee jane
Jo dil se pyar karte hai, keh late hai divane
Too meraa divana, mai teree divanee
Mai teraa divana, too meree divanee