Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
A lot to say
AMR8
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Aaj kal
Tu aati rehti sapno mein
Kahi ye bhi toh sapna nahi
Koi apna nahi
Tere liye kiya bohot kuch
Phir bhi kehke woh chali gayi
Pyaar nahi
Maar gayi
Mujhko tu andar se
Phir bhi
Bholi si abtak hai
Shakal ye
Kya karein
Ab dono Kam akal the
Dil se bade the par
Bacche the shakal se
Hardin karta koshis
Tujhe bhulane ki
Tujhe
Aur na chahne ki
Par har raat
Woh wapas aaye sapno mein
Lage adhuri
Hamari koi kahani thi
Subhe 4 neend khul jaaye
Phir Teri yaadein mujhe
Pura din rulaye
Mein toh tera hoke rahun
Tu aaye ya na aaye
Mein roun aur tu
Khush ho jaye
No pics no memories
Teri photo se bhari hui thi gallery
Kehti thi mein khudse obsessed
But bitch meri wallpaper pe
Toh teri photo thi
Par sach kahun toh
Teri wajah se mein
Badal gaya
Sambhal gaya
Bachpana sudhar gaya
Mein bigad gaya
Logo ko mein samajh gaya
Bhatak gaya
Khayalo mein
Pareshaan hu sawalo se
Bhoot se nahi darta insaano se
Tujhe dhundu jawabo mein
Khaali hasta hu khwabon mein
Par
Tu toh thi galat haathon mein
Chal padi galat raahon mein
Baby ye toh kuch hi the bars
Mein toh kitaabein likh jaun
teri yaadon mein