Skip to content

Tum Bhi Chalo Hum Bhi Chale Duet

Kishore Kumar, Asha Bhosle, Sapan Chakraborty
Popularity ยท Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Tum Bhi chalo hum bhi chale chalti rahe zindagi, Tum Bhi chalo hum bhi chale chalti rahe zindagi, Na Zameen manzil na aasman zindagi hai zindagi, Tum Bhi chalo hum bhi chale chalti rahe zindagi Peechhe dekhe na kabhi mudke raahon mein HO Jhoome mera dil tumhe leke baahon mein HOOO Dhadkon ki jubaan nit (daily/always) kahe daastan Pyar ki jhilmil chhaon mein Palti rahe zindagi Tum Bhi chalo hum bhi chale chalti rahe zindagi Behten chale hum masti ke dharon mein HO Goonje yehi dhun sadaa dil ke taaron mein HOOO Ab ruke na kahin pyar ka karwa Nit nayi rut ke rang mein dhalti rahe zindagi Tum Bhi chalo hum bhi chale chalti rahe zindagi Na Zameen manzil na aasman zindagi hai zindagi Tum Bhi chalo hum bhi chale CHALTI RAHE ZINDAGI