Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Hamesha
Uzair Jaswal
Popularity ยท Low
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Aur agar main kahun kay ye sham saweray
Guzarte nahi meray, bin teray kaheen
Aur agar main kahun kay ye pal dhalta naheen
Mera bas chalta naheen
Tere bin kaheen!
Tu kiya tum thehrogay zara?
Hamesha Hamesha ki tarah
Hamesha Hamesha ki tarah
(Music)
Aur agar main kahun
Kay naheen naheen tum na jao kaheen
Meri dunya kho jaiye na kaheen
Aur agar main kahun
Kay yunhi raho meri bahoon main
Meri yeh panahoon main
Rakhoon tujhay sadaa!
(Music)
Tou kiya tum thehro gay zara?
Hamesha Hamesha ki tarah
Hamesha Hamesha ki tarah
Aur kiya tum
In aankhon mein bas jao gay
Un tootay howay sapnon ki jagah
Hamesha Hamesha ki tarah
Aur agar main kahun
Kay ye shaam saweray
Guzartay naheen
ย