Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Yaadein
Nihal Tauro
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Yaadein-yaadein satati hain kyun?
Yaadein-yaadein rulati hain kyun?
Lamha yeh tang sa hai
Waqt bhi kam sa hai
Tera woh kaandhe pe sar rakh ke sona
Taaron ki chaadar mein raaton ko hona
Lamhe woh saare jo haathon se chhoote hain
Aise bhi kyun tum hum se roothe?
Yaadein-yaadein satati hain kyun?
Yaadein-yaadein rulati hain kyun?
Lamha yeh tang sa hai
Waqt bhi kam sa hai
Baithe hain lekar hum yaadon ke dhaage
Qismat se koi, kaho, kaise bhaage
Badloge na tum jo apne iraade
Kaise bhulayein kiye the jo waade?
Tasveerein yaadon ki jab-jab rulayein
Khwahish ke aansuon the humne mitaye
Dhadkan bhi tum ko theher ke bulaye
Meri in aahon ko tum sun na paaye
Yaadein-yaadein satati hain kyun?
Yaadein-yaadein rulati hain kyun?
Lamha yeh tang sa hai
Waqt bhi kam sa hai