Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Bansi Wale Ne Gher Lai
Lata Mangeshkar
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Bansi wale ne gher layi
Haaye, bansi wale ne gher layi
Bansi wale ne gher layi
Akeli jo paniya bharan main gayi
Bansi wale ne gher layi
Akeli jo paniya bharan main gayi
Bansi wale, aaye-haaye
Bansi wale, oye-hoye
Bansi wale ne gher layi
Bansi wale ne gher layi
Bansi wale ne gher layi
Lekar toli maare hai boli
Kare hai mo se thitholi
Main to kahi ki, kahi ki, kahi ki na rahi
Bansi wale ne gher layi
Haaye, bansi wale ne gher layi
Sar par ghada, ghade pe gaagar
Sar par ghada, ghade pe gaagar
Ghaat lagakar maari thaa kar
Main bechari takti reh gayi
Tod gaya sabkuch, Natnagar
Main bechari takti reh gayi
Tod gaya sabkuch, Natnagar
Aur sakhi, maine kya-kya, kya-kya, maine kya-kya nahi sahi
Bansi wale ne gher layi
Haaye, bansi wale ne gher layi
Bana phire, hey, Nand ka chhora
Bana phire, hey, Nand ka chhora
Akal ke naam pe bilkul kora
Kaala hai to ye hai nakhre
Kya karta jo hota gora?
Kaala hai to ye hai nakhre
Kya karta jo hota gora?
Oo ri, sakhi, meri duniya, duniya, meri duniya lut layi
Bansi wale ne gher layi
Haaye, bansi wale ne gher layi
Dard ke maare mar gayi main to
Dard ke maare mar gayi main to
Baawar, jogan ban gayi main to
Saare rang ab feeke pad gaye
Uske rang mein rang gayi main to
Saare rang ab feeke pad gaye
Uske rang mein rang gayi main to
Oo ri, sakhi, main deewani, deewani, mein deewani kyun bhai?
Bansi wale ne gher layi
Haaye, bansi wale ne gher layi
Akeli jo paniya bharan main gayi
Bansi wale, aaye-haaye
Bansi wale, oye-hoye
Bansi wale ne gher layi