Afsana Likh Rahi Hoon (From ''Dard'')
Uma Devi
Popularity · Low
Listen
YouTube
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Afsana likh rahi hoon...
Afsana likh rahi hoon dil-e-beqaraar ka
Aankhon mein rang bhar ke tere intezar ka
Afsana likh rahi hoon...
Jab tu nahi to kuch bhi nahi hai bahaar mein
Nahi hai bahaar mein...
Jab tu nahi to kuch bhi nahi hai bahaar mein
Nahi hai bahaar mein...
Jee chahta hai mooh bhi...
Jee chahta hai mooh bhi na dekhoon bahaar ka
Aankhon mein rang bhar ke tere intezar ka
Afsana likh rahi hoon...
Haasil hain yun to mujhko zamaane ki daulatein
Zamaane ki daulatein...
Haasil hain yun to mujhko zamaane ki daulatein
Zamaane ki daulatein...
Lekin nasib laayi...
Lekin nasib laayi hoon ik sogavar ka
Aankhon mein rang bhar ke tere intezar ka
Afsana likh rahi hoon...
Aaja ki ab to aankh mein aansu bhi aa gaye
Aansu bhi aa gaye...
Aaja ki ab to aankh mein aansu bhi aa gaye
Aansu bhi aa gaye...
Sagar chhalak utha
Sagar chhalak utha mere sabr-o-qaraar ka
Aankhon mein rang bhar ke tere intezar ka
Afsana likh rahi hoon...
Afsana likh rahi hoon dil-e-beqaraar ka
Aankhon mein rang bhar ke tere intezar ka