Pighal Ja
Abdul Hannan
Popularity · Low
Listen
YouTube
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Jo khafaa tu rehne lagi zyada
Jaanta hoon mein hi bura tha
Jo hua tu jaanay de, o yaara
Ya bata de meri saza kya
Sab gilay tu jaanay de, dubara milte hain, hmm
Iss dafa sab waaday kiye mein ne dil se hain
Jo bhi hai mera, ab hai tera
Raat hai tu, tu sawera
Tujhse kahay dil yeh mera
Tu bhi tou pighal ja
Dil yeh mera aake parh ley
Aajao, aagay barh ley
Kitne karun tumse tarlay?
Tu bhi tou pighal ja (Baawe, pighal ja)
Kyun qeher itna hai machaaya?
Chain tujhko phir bhi na aaya
Oh, baagh may bhi phool dobara khilte hain, hmm
Dil ke bhi libaas dobara silte hain
Jo bhi hai mera, ab hai tera
Raat hai tu, tu sawera
Tujhse kahay dil yeh mera
Tu bhi tou pighal ja
Dil yeh mera aake parh ley
Aajao, aagay barh ley
Kitnе karun tumse tarlay?
Tu bhi tou pighal ja (Baawe, pighal ja)