Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Phir Aur Kya Chahiye (From "Zara Hatke Zara Bachke") - Dj Chetas Remix
Arijit Singh
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Badle tere, maahi, laa ke jo koi
Saari duniya bhi de-de agar toh kise duniya chahiye?
Tu hai toh mujhe phir aur kya chahiye?
Tu hai toh mujhe phir aur kya chahiye?
Kisi ki na madad, na dua chahiye
Tu hai toh mujhe phir aur kya chahiye?
Sun haaniye, jind-jaaniye
Sau baar janam loon toh bhi tu hi humdum har dafa chahiye
Tu hai toh mujhe phir aur kya chahiye?
Tu hai toh mujhe phir aur kya chahiye?
Kisi ki na madad, na dua chahiye
Tu hai toh mujhe phir aur kya chahiye?
Tu hi re, tu hi re, tu hi re, ni Heeriye
Tu hi re, tu hi re, tu hi re, ni Heeriye
Tu meri, main hoon tera Ranjha
Tu meri, main hoon tera Ranjha
Ho, jab tak teri neend na toote
Ugta nahin hai sooraj mera
Khwaab rahe kis kaam ke mere?
Khwaab se pyaara tu sach mera
Sun haaniye, jind-jaaniye
Zakhmon ko mere marham ki jagah bas tera chhua chahiye
Kisi ki na madad, na dua chahiye
Tu hai toh mujhe phir aur kya chahiye?
Tu meri, main hoon tera Ranjha