Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Rihaa
Project Hamsadhwani
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Ye jahaan hai tera, de mujhe isme hissa
Be-Khuda, kyun jee raha?
Aankhon mein hai dhuaan tujh bina har ek rasta
Kyun kaheen naa jaa raha?
Ye safar tujhse juda hai
Dil mein ab tu hi basa hai
Ab tera haath thaame
Jeetna mujhko jahaan hai
Jo hai, wo teri razaa hai
Jo nahi, wo bhi tera hai
Raat-din mein dhale hain
Roshni se taire meri ankhiyaan
Be-zubaan, raazdaan, de gira parda
Meri saanson mein tu aake samaa
Rihaa, main rihaa
Har saans ka ruaan
Hua tera dariya, dariya
Qatra sa tujhme jaa mila hua
Rihaa, main rihaa
Har saans ka ruaan
Hua tera dariya, dariya
Qatra sa tujhme jaa mila, mila
Ye safar tujhse juda hai (main rihaa)
Dil mein ab tu hi basa hai (main rihaa)
Ab tera haath thaame
Jeetna mujhko jahaan hai (main rihaa)
Jo hai, wo teri razaa hai (main rihaa)
Jo nahi, wo bhi tera hai (main rihaa)
Raat-din mein dhale hain
Roshni se taire meri ankhiyaan
Be-zubaan, raazdaan, de gira parda
Meri saanson mein tu aake samaa
Rihaa, main rihaa
Har saans ka ruaan
Hua tera dariya, dariya
Qatra sa tujhme jaa mila hua
Rihaa, main rihaa
Har saans ka ruaan
Hua tera dariya, dariya
Qatra sa tujhme jaa mila, mila