Skip to content

Raat Ke Dhai Baje

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

(Tan Na Tan Da Ra......... Raat Ke Dhaayi Baje Koyi Shehnaayi Baje Dil Ka Baajaar Laga Dhela Tak Paayi Baje) - (2) Chauke Chauke Chauke Se Khoye Khoye Se Hum Aankhein Dubi Dubi Si, Soye Soye Se Hum Dil Ne Kaisi Durgat Ki O O Pehali Baar Mohabbat Ki Hai Aji Aakhari Baar Mohabbat Ki Hai Are Pehali Baar Mohabbat Ki Hai, Aakhari Baar Mohabbat Ki Hai Jaan Hateli Upar Leli Jaanu Kaisiharkat Ki Hai Aji Pehali Baar Mohabbat Ki Hai, Aakhari Baar Mohabbat Ki Hai (Ishq Mein Chalte Huye Saans Tejaabi Lage Raaj Khulta Hi Nahi Koyi Toh Chaabi Lage) - (2) Ishq Mein Chalte Huye Saans Tejaabi Lage Saans Tejaabi Lage Ishq Mein Chalate Huye Ho Chikne Chikne Lachchhe Hai, Reshami Se Fande Chupadi Chupadi Baaton Mein Bhole Bhaale Bande Tanhaayi Mein Fursat Di Hai Are Pehali Baar Mohabbat....... Ki Hai Aji Aakhari Baar Mohabbat Ki Hai Are Pehali Baar Mohabbat Ki Hai, Ho O O Aakhari Baar Mohabbat Ki Hai Raat Kuchh Aisa Hua, Jaisa Hota To Nahin, Thaam Ke Rakha Mujhe, Main Bhi Khota To Nahin, Ek Hi Lat Suljhane Mein Saari Raat Gujaari Hai, Jaan Ki Gathari Sar Pe Le Li Aapne Kaisi Jehmat Di Haay Are Pehali Baar Mohabbat Ki Hai, Aji Aakhari Baar Mohabbat Ki Hai Pehali Baar Mohabbat Ki Hai Tan Na Tan Da Ra.........