Skip to content

Sahi Hai

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Badalta zamana par trip teri Wahi hai wahi hai wahi hai Baap pe hai paisa aur life teri Sahi hai sahi hai sahi hai Nikle hum aage tu abhi kyu Wahi hai wahi hai wahi hai Peete ye khoon inpe chai paani Nahi hai nahi hai nahi hai Peete ye khoon inpe chai paani Nahi hai nahi hai nahi hai Saari bat sahi hai bas maar peet Teri baat cheet wahi hai Har ek haar jeet mere sath Jee rahi hai Chote tere khaas yaar mere sath Sahi hai sahi hai Hum ladke seedhe saadhe bethe piche bhaage jeete peete khaate Khud ka bacha ke hai khudpe lagate Milta kahin toh hum tujhko batate Khushiyan nahi hum toh nafrat mitate Lagte hai sare hum sanki yahan pe Karte hum sab apne mann ki yahan pe Mann ki yahan pe Dava karte jaise mantri yahan ke Honge mantri yahan ke Naa sun apno ko chun Zindgi bhaage toh sapno ko chun Isliye mai jaago in raaton mai Sochu kyu padta mai baaton mai Sochu kyu bhaagu iraadon se Sochu kyu ladte hum lakhon se Faraq ni padta inn baaton se Gaane bajte hai inn saason mai Jale chillam in tufano mai Jale chillam in tufano mai Shakal akal teri kafi alag hai Tera toh iq bhi kam hai Meri har bat mai zehar hai Mere har flow mai nehar hai Aur behna hai teri hi slab pe That's what to Encore ABJ Tere bas chill scene chalu hai Bete, hum maut dete seedhe Bro, tera scene sett nahi hai Bro Bro, tera neat peg nahi hai Bro Bro, mere sab scene sahi hai Bro Tu bilkul namkin nahi hai nahi hai Naseebi naseebi Na yha na aage na tedi naa seedhi Naseebi naseebi Naa teri meri naa kisi ki Naseebi Kareebi kareebi ye saare bole khud ko Par naa ye hai kisi kaam ke Naa hi musibat ke waqt aate kaam ye Bhaage ulta ulte paav ye Dhyan se dekh inke chehre alag Jab hai padti jarurat Hume aur Jab inko jaruri ho fir puche Kyu ni hai karta tu call receive aajkal Rakhta hai doorie kyon I'm like don't even try I know you lie The whole fuck'in time and If you think i don't see you scheme'in Than you must be tripp'in Out your whole fuck'in mind Your watches end and the end is at the bottom But my legacy is I can't be forgotton Every season I'll be reigning Like an aura albums and la Just be still be dropp'in Tujhe lagta hai Tu hai sabse hatke par Tere jaise yaha kai hai kai hai Sunkar jo tu gaane banata Dimag ke mere hogya dahi hai dahi hai Meri life sahi teri bas kat rahi hai Mujhe tere jaise pantar nahi chaiye Jo bas karte yaad, jab hai aati sham Aur tu bro, tu bilkul wahi hai wahi hai Badalta zamana par trip teri Wahi hai wahi hai wahi hai wahi hai Baap pe hai paisa aur life teri Sahi hai sahi hai sahi hai sahi hai Nikle hum aage tu abhi kyu Wahi hai wahi hai wahi hai wahi hai Peete ye khoon inpe chai paani Nahi hai nahi hai nahi hai nahi hai Peete ye khoon inpe chai paani Nahi hai nahi hai nahi hai nahi hai