Skip to content

Hai Yeh Akhri Maqaam Doston

Muzaffar Raza Aarvi
Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Hashr me phir milege mere dosto Hashr me phir milege mere dosto bas yahi h makam akhri-2 Hashr me phir milege mere dosto bas yahi h payam akhri-2 Hashr me phir milege mere dosto kahna sab jeete ji k h shikve gile aaj se khatm duniya k sab silsile kahna sab jeete ji k h shikve gile aaj se khatm duniya k sab silsile shamma dhalne ko h dam niklne ko h shamma dhalne ko h dam niklne ko h ab h kissa tamam aakhri-2 Hashr me phir milege mere dosto Mujko nahla k pahna diye h kafan ro chuke mil k ma baap bhai bahen Mujko nahla k pahna diye h kafan ro chuke mil k ma baap bhai bahen maut b dosto aaj hairat me h maut b dosto aaj hairat me h ab h kissa tamam akhri-2 Hashr me phir milege mere dosto Khushbuo me kafan ko basane lage meri mayat ko dulhan banane lage Khushbuo me kafan ko basane lage meri mayat ko dulhan banane lage dosto ab uthao janaza mera dosto ab uthao janaza mera ho chuka intezam aakhri-2 Hashr me phir milege mere dosto bas yahi h payam akhri-2 Hashr me phir milege mere dosto Mujko zere zami yar dafna gaye kis qadar sang dil ho k farma gaye Mujko zere zami log dafna chuke kis qadar sang dil ho k farma gaye dosto chain ki need sote raho dosto chain ki need sote raho bas yahi h makam akhri-2 Hashr me phir milege mere dosto Hashr me phir milege mere dosto hue namwar benishan kaise kaise zamin khagaie nowjawan kaise kaise duniya bani h jabse lakho caroro aye baki raha na koi mitti main sab samaye ye alisan bangle kuch kamke nahi h makhmal pe sonewalo mitti pe sorahe h sagogada wahan sab ek horahe h dono suai barabar ye maot ka asar h Kaisi duniya h mursid gazab re gazab chand dino me yaha bhul jate h sab Kaisi duniya h mursid gazab re gazab chand dino me yaha bhul jate h sab jis bahane meri yad a jay to pad lena ye kalam akhri-2 Hashr me phir milege mere dosto bas yahi h makam akhri-2 Zindagi ne jaha tak wafa ki rahi chal diye ab salam akhri-2. Hashr me phir milege mere dosto...