Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Mere Mehboob Mujhko
Asha & Manna Dey
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Mere mehboob
Mere mehboob
Mere mehboob, mujko too itana bataa
Mere mehboob, mujko too itana bataa
Main kanvaara marunga ya shaadi-shuda?
Main kanvaara marunga ya shaadi-shuda?
Naa kanvaara mare, naa too shaadi-shuda
O, naa kanvaara mare, naa too shaadi-shuda
Beech mein tujko lataka ke rakh den khuda
Beech mein tujko lataka ke rakh den khuda
Tum aurat zaat ho zaalim, tumhaaree zaat mein chakkar
Tum aurat zaat ho zaalim, tumhaaree zaat mein chakkar
Tumhaare din mein chakkar hai, tumhaaree raat mein chakkar
Ho, chakram hoon ki khaataa hoon teri har baath mein chakkar
Kabhi zazbaat chakkar mein, kabhi zazbaat mein chakkar
In tere chakkaron se bachaayen khuda
O, in tere chakkaron se bachaayen khuda
Main kanvaara marunga ya shaadi-shuda?
Main kanvaara marunga ya shaadi-shuda?
Naa kanvaara mare, naa too shaadi-shuda
Naa kanvaara mare, naa too shaadi-shuda
Beech mein tujko lataka ke rakh den khuda
Beech mein tujko lataka ke rakh den khuda
Hamaare chaahane waale bade rangeen milte hain
Hamaare chaahane waale bade rangeen milte hain
Mohabbat se nahin vaakif, tamaasha-been milte hain
Are, dilaphenk, humse ishq ka izhaar karthaa hai
Hamein maalum hain, tujhse take ke teen milte hain
Jiske tum naa khuda, us ka haafiz khuda
O, jiske tum naa khuda, us ka haafiz khuda
Beech mein tujko lataka ke rakh den khuda
Beech mein tujko lataka ke rakh den khuda
O, mere mehboob, mujko too itana bataa
Mere mehboob, mujko too itana bataa
Main kanvaara marunga ya shaadi-shuda?
Main kanvaara marunga ya shaadi-shuda?
Chali aaogi tum khinchakar, main aisa haal kar doongha
Chali aaogi tum khinchakar, main aisa haal kar doongha
Tere mayke ko jor-a/e-ishq se sasuraal kar doongha
Agar ban jaaogi meri to maala-maal kar doongha
Agar thukraao to bewafa kangaal kar doongha
Haan -haan, kangaal kar doongha
Teri qismat ka aanchal fadkar rumal kar doongha
Teri qismat ka aanchal fadkar rumal kar doongha
Tere bangale ko dekar bad-dua, main chaal kar doongha
Haan-haan-haan, chaal kar doongha
Tere kuche mein, kuche mein, hain? aage kya tha bhalaa? are, haan, haan
Tere kuche mein paidaa is tarah bhuuchaal kar doongha
Ki dehradun ko main vaadi-a/e-gadhwal kar doongha
Aji, gadhwal kar doongha
Tere baba pe apana jor isthemaal kar doongha
Tamaacha ek, tamaacha do
Tamaache markar main gaal uske laal kar doongha
Main ek dam taish khaakar zindagi bamaal kar doongha
Lagaaoonga main jo thokar, use football kar doongha
Use football kar doongha
Agar kuch bhee naa kar paayaa, to itana yaad rakh zaalim
Tere baba kee, baba kee, baba kee, aa!
Teri baba kee mehafil mein main bhook-hadtaal kar doongha
Bhook-hadtaal kar doongha, bhook-hadtaal kar doongha
Lekin choti see ek arz hai
Ki choree-choree khilaa denaa halava zaraa
Ho, choree-choree khilaa denaa halava zaraa
Main kanvaara marunga ya shaadi-shuda?
Main kanvaara marunga, marunga, marunga...