Skip to content

Kaamyaabi

yungsta
Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Kari na ho kaali karey kaam iss saal aisi gai koi raat nahi Chunu jo bhi beat karu kill fir daal deyta usmei mai jaan nai Aagya mai kaha sey kaha yeh hai chaukaaney wali baat par hota na hairaan Pareshaan padey dekhe mujhe shaan sey maine jo kiya thaan ke Khada jo abb makaam pey abhi toh khaley Haan bhala baney yeh khudpar he aapada Khamakha socha toh apne liye kya na tha Hue kitne aankhon ke aagey aise laapata Par hai mujhe karna dugna paisa baap ka Khwaab tha jo aaj bana sach kiya raise bar jo na kisiney kiya tha touch Jo bhi hai bola woh sach sab shatpratishat sunney waaley karey trust kar shakk kabhi mat Chal abhi katt ley mai karu jo ho mann na kabhi kisi ke bas mei Jhooti na khata kasmei bhatka na mai rasstey karey yeh nashey sastey Padey jo baithe thass mai School mei udaatey the mazaak mera lagtey the hassney jo dekhke yeh chashmei Aaj kaise karra sach yeh sapney apney damm pey dekhke lagti unki fattney Hath jodd ke tha kiya maine dhyaan fir aankhein khol diya maine dhyaan liya maine gyaan Karna tha jo tha liya thaan liya maine maan khudko tha liya pehchaan harr shaam Meri kat-ti thi aise ismei he basi meri bhakti jo jaise yahi latt bhi ho jaise Thodi tough bhi thi waise par jaise taise karliya saath saath degree bhi padh liya Mauka dekh usko jakad liya time kiya waste nahi sign kiya deal koi fake nahi Phase ke bhi change kiya face kai dhyaan diya kaam pey hai clout kiya maine kabhi chase nahi Leyta break nahi chahey aajae kitni bhi museebat mai karta yeh kyuki isi mei meri khushi bas Lagaya kaafi hai khoon paseena toh chahu itna ho ke lelu jo chahu bina dekhe mai keemat Aaya kisiko na samajh kyu karta mehnat mai bin baat ke Banaya career kya hua gar body ni banai maine gym jaa ke Reyt sa fisal jaata waqt haath sey maukta bas yahaan milta ek Isliye jab saath waaley saarey kartey the mauj mai karta tha din raat ek Datt kar x 3 (woah) Lehza rakhtey hatt kar (bro) Lashkar apney avval pro Bhaari padtey sab par jo Harr pal x 2 (ohh) Chahu bas kaamyaabi harr pal x 2 (woah) Sach kabhi hota nahi meetha yeh toh zindagi sey khudki hai seekha Kiya maine jo kuch bhi woh karlunga mujhe khudko yeh pata bhi nahi tha Now my tracks blowing out your speaker and the smoke that I'm blowing out is the reefer Chahiye thoda gandhi jeb mei par hai bose waala attitude living like a leader Kuch bhi hota na yahaan jhatt sey ghaat bhi tera lagae baithe yahaan khatrey Ghadi teri par na waqt hai tere bas mei bharosa khudpey rakhu na ki karu luck pey Chahey jitna ho dabaav hum na dabbtey laddke he miley haqq ka toh ladu haqq sey Keep your friends close and foes even closer wahi darrke kartey charchey Kabhi kabhi mai bhi karu khwaishein halaat mere thodey behtar hotey Jaanta mai kisiko khokar na aana neend aur hain firbhi log kaise sotey Harr din jaagu thoda behtar hoke mere jaise sapney yahan senkdon ke Gharpey karna behtar hain halaat dekha maine mere peechhey unhey sehkar rotey Baatein kamm zyada na kheechta mai par hai kehti team tu thoda kaam kheech dey Harr ek gaana hota banger he beta bhayankar he jo ho calm beat pey Sabhi the gharpey pareshaan jab the dekhe marks mere barwi ke firbhi Oonchi na zyada awaaz kari par sarr toh karunga ooncha maan leejiye Datt kar x 3 (woah) Lehza rakhtey hatt kar (bro) Lashkar apney avval pro Bhaari padtey sab par jo Harr pal x 2 (ohh) Chahu bas kaamyaabi harr pal x 2 (woah)