Kitne Door Kitne Paas
Popularity · Moderate
Listen
YouTube
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Idhar Bhi Udhar Bhi Yahan Bhi Wahan Bhi
Idhar Bhi Udhar Bhi Yahan Bhi Wahan Bhi
Dono Taraf Lagi Yeh Aag
Dono Taraf Jagi Yeh Paas
Hum Tum
Hum Tum
Hum Tum Kitne Door Door Door Kitne Paas
Kitne Door Kitne Paas
Door Door Pass Paas
Idhar Bhi Udhar Bhi Yahan Bhi Wahan Bhi
Pyaar Ke Raaste Aise Jaise Bhool Bhulaiya
Kachche Dhaage Se Tum Humko Baandh Lo Saiyyaan
Pyaar Ke Raaste Aise Jaise Bhool Bhulaiya
Kachche Dhaage Se Tum Humko Baandh Lo Saiyyaan
Dil Chahe Ek Doosre Ki Thaam Le Baiyyaan
Dil Chahe Ek Doosre Ki Thaam Le Baiyyaan
Hum Dono Kho Jaayenge Hota Hai Aisa Ehsaas
Hum Dono Kho Jaayenge Hota Hai Aisa Ehsaas
Hum Tum
Hum Tum
Hum Tum Kitne Door Door Door Kitne Paas
Kitne Door Kitne Paas
Door Door Pass Paas
Idhar Bhi Udhar Bhi Yahan Bhi Wahan Bhi
Yahan Wahan Kya Saath Samundar Paar Nahin Milta
Logo Ko Rab Mil Jaata Hai Yaar Nahin Milta
Ho Yahan Wahan Kya Saath Samundar Paar Nahin Milta
Logo Ko Rab Mil Jaata Hai Yaar Nahin Milta
Is Duniya Mein Sab Ko Aisa Pyaar Nahin Milta
Is Duniya Mein Sab Ko Aisa Pyaar Nahin Milta
Jin Ko Milta Hai Yeh Pyaar Hote Hai Woh Dil Kuch Khaas