Tere Liye
Popularity · Low
Listen
YouTube
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Tere Liye . from 'veer zaara'
"""""
Tere liye، ham hain jiye
Honton ko siye
Tere liye، ham hain jiye
Har aansoo piye
Dil mein magar
Jalte rahe
Chaahat ke diye
Tere liye
Tere liye...
Tere liye، ham hain jiye
Har aansoo piye
Tere liye، ham hain jiye
Honton ko siye
Dil mein magar
Jalte rahe
Chaahat ke diye
Tere liye
Tere liye...
"""""
Aa...
Zindagi, le ke aayi hai
Beete dinon ki kitaab
Zindagi, le ke aayi hai
Beete dinon ki kitaab
Ghere hain ab hamein
Yaadein be-hisaab
Bin poochhe, mile mujhe
Kitne saare jawaab
Chaaha tha kya, paaya hai kya
Hamne dekhiye
Dil mein magar
Jalte rahe
Chaahat ke diye
Tere liye
Tere liye...
"""""
Kya kahoon, duniya ne kiya
Mujh se kaisa bair
Kya kahoon, duniya ne kiya
Mujh se kaisa bair
Hukam tha, main jiyun
Lekin tere baghair
Naadaan hai woh, kehte hain jo
Mere liye tum ho ghair
Kitne sitam, hampe sanam
Logon ne kiye
Dil mein magar
Jalte rahe
Chaahat ke diye
Tere liye
Tere liye...
Tere liye، ham hain jiye
Honton ko siye
Tere liye، ham hain jiye
Har aansoo piye
Dil mein magar
Jalte rahe
Chaahat ke diye
Tere liye
Tere liye...
Tere liye
Tere liye...
Tere liye
Tere liye...