Shanti
Dank Rishu;Sammad;Karun;Kuns;Tarun
Popularity · Low
Listen
YouTube
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
lntejaar kiya baj gaye chaar Shuru kiya inqilab, inke khilaaf.
Ab toh pehenta hoon gende ka haar Jhadu ko chhor kyun kare hum saaf
Parda utha, dekh meri aankh Jalan se nahi jalti ye aag
Mukkhi band rakh, Sar mein thand rakh Ab dikhaun jannat ka rakshak
Bhatakta raha jaise nadi zanskar
Koi phenkta hai paisa, koi leta udhaar
Ant h mein toh sabka hua Daah sanskaar
Aur ant mein toh sab gaye Taboot bazaar
Maar daalo) Gale mein taar Munh mein dhuwa Maan Ii haar,
aashman ko chua Purana samachaar,
mujhe chahiye dua Kya main paaunga is kranti mein shaanti.
Kranti toh hogi jab Shanti toh milegi
tab Bura waqt hai rukta kab, ha vai kiski?
badhiya sab?
Gold Play toh aagaya par izzat gawa gaya Controversy kiski aur views
kon daba gaya Saaf na ho Youtube toh hai mere liye paap ye Mere liye
duty toh inke liye shraap hai Naam sune Rishu toh ye saare darr se
kaape Kick kar deta hoon main balls saare shot M'baap pe Bachpan se
hi chaukidaar, raat ko jaa ke karte kaam Art koo bechna pashand nahi,
lagta nahi hai iska daam Stream ho jati meri bagair Sutte aur Chivas
ke Youtube scene adhura bin Vaus and
Piggas ke Sachhe rachnakaro ki sankhya hai kam(
Kam)
Aache rachnakaaro ki kalpana bas bharam(
Bharam) Content ya jokes,
inke kya hai jyada poor Saare scene pe aag laga de ek akela suar
Qaid meri baatein, lekin jo daali sar khuja ke Band saari kamro mein
ye mujhse bhaage Iambi raatein Ittefaq kadwi yaadein,
dil mein chubhte jhoothe waade Raag
saare chhedte ye dukh mijaazi man ke maare
Maar daalo)
Hip
Hop ke form mein kara drop ek our flop Mere shawk sunoge toh lagega
shock Pehne maine joote na sock,
kya tera khauf Aaya hoon laut ke maur ke kuwe se Paseena ponch ke
mandir hum pahunch gaye Sapoot mein lekin mandira khoon mein Saboot
yeh shaksiyat khadi door mein Tera guroor,
Meri dhool mein tujhe sab bhul gaye Main
rehta asli jaise khushboo is phool mein (
Maar daalo) Meri dhool mein tujhe sab bhul gaye Main rehta
asli jaise khushboo is phool mein -is phool mein -is phool mein
Rogo ka rog apne shabdon mein baha doon Jhonko ko rok,
sapno ko dil mein jagah doon Sama loon,
suljha doon in maaanjho ko Ganjo se door tum
laango toh mile mera makaan Daodu main gauru
Par sar kabhi nahi chadhi badu yeh thakaan Saari ki saari fankaari,
zimmedaari insaano ki Guzrey jamaano ki,
sone ki khaano mein Sone ki khaano mein sach saara lipta-nipta Dikhta
naye daur mein khauf se bharpoor paise ko maane
baap Saanp jaisi soch kare phir maut bhi kabool
Gale mein taar Munh mein dhuwa Maan Ii haar,
aashman ko chua Purana samachaar,
mujhe chahiye dua Kya main paaunga is kranti-Gale mein taar Munh mein
dhuwa Maan Ii haar, aashman ko chua Purana samachaar,
mujhe chahiye dua Kya main paaunga is kranti mein shaanti