Skip to content

Tum Juda Hokar

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Tum juda hokar hamen kuchh aur pyare ho gaye Tum juda hokar hamen kuchh aur pyare ho gaye Paas rehkar gair the, abb toh hamare ho gaye Laut jaane ko kaha tumne magar kuchh iss tarah Laut jaane ko kaha tumne magar kuchh iss tarah Zindagi se maut tak iqraar sare ho gaye Zindagi se maut tak iqraar sare ho gaye Tum juda hokar hamen kuchh aur pyare ho gaye Wasl ki abb chandani chhaaye na chhaaye gum nahin wasl ki abb chandani chhaaye na chhaaye gum nahin Hijr ki raaton mein roshan chhand taare ho gaye Tum juda hokar hamen kuchh aur pyare ho gaye Pyaar ke tufaan mein har mauj sahil ban gayi Pyaar ke tufaan mein har mauj sahil ban gayi Jis taraf dekha kinare hi kinare ho gaye Tum juda hokar hamen kuchh aur pyare ho gaye Paas rehkar gair the, abb toh hamare ho gaye