Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Lafzon Mein
Biddu
,
Abhijeet Sawant
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Lafzon mein keh naa sakoon
Bin keh bhi reh naa sakoon' - 2
Nasha hi nasha raat din hai
Na pooncho yeh kaisa pyar hai
Lafzon mein keh naa sakoon
Bin keh bhi reh naa sakoon
Halki si barsaat mein
Pehli mulakat mein
Pehli baar mein
Dil ko mere le gayi
Chaahat ke iqraar mein
Anjaana ghum de gayi
Aayee jab saamne
Jaane kya woh kar gayi
Paagal mujhko kar gayi
Jaaneman Jaanejaan
'Na jaane kya baat hai
Lage ke din mein raat hai' - 2
Nayee hai subah to nayee shaam
Ajab haal mera yaar hai
Lafzon mein keh naa sakoon
Bin keh bhi reh naa sakoon
Mera dil, meri jaan
Main yahaan, tu hai kahaan
Main dekhu mudke jidhar
Aaye mujhe tu nazar
Kehti hai chaahate
Deewana main ho gaya
Teri chaahat mein sanam
Naa jaane kab kho gaya
Yeh kaisa hai asar
Mujhko naa itni khabar
Kab jaaga kab so gaya
Jaaneman Jaanejaan
'Lafzon mein keh naa sakoon
Bin keh bhi reh naa sakoon' - 2
Nasha hi nasha raat din hai
Na pooncho yeh kaisa pyar hai
'Lafzon mein keh naa sakoon
Bin keh bhi reh naa sakoon' - 2