Bhula De
Popularity ยท Low
Listen
YouTube
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Ao Tum
Bicharh Ke Sahi
Qurbat nasha hai teri
Hai jeena asaan tou nahin
Kya ulfat mein reh gayi kami
Meri Jaan Le Ja
Dil toota mera
Teri aadat hui
Jo mein torr na saka
Neend cheen le meri
Jo ye faasla bharaa
Par Phir Bhi Ye Rehta Khumaar
Dil Hai Kahaan
Ye Tou Bata De
Raas Aaye Na
Sab Kuch Mitta Ke
Rehti Kami
Teri hi yaad mein
Bhulaa De Jahaan Ye
Bhulaa De Jahaan Ye
Ab Waqt mera Kahaan Gya
Zindagi Mein honay Ki
Jagah Bana
Kya Tu Hi Iss Jahaan Mein
Nahin ra Mera
Bhula De Ye Jahaan
Bhula De Aqs Mera
Aenon Mein
Dikhte Farishtay
Haath Mere Kaanp Rahe
Ragon Mein Jo Tum hi basay Hou
Darr Lagta Hai Kyun Ab Mujhe
Dil Hai Kahaan
Ye Tou Bata De
Raas Aaye Na
Sab Kuch Mitta Ke
Rehti Kami
Teri hi yaad mein
Bhulaa De Jahaan Ye
Bhulaa De Jahaan Ye