Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Moseeqi
Rohail
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Jo bhi hai kehta tujhe ke janam janam ham rahen ge sath
Har koi hai woh jhoota, yahan agli sans ka pata nahi hai mere baap
Tujhe khud ko nahi pata hai "hamesha hamesha ke liye" kitni bari baat
Yahan rehta hameisha bas saath zameer tera aur rab ki zaat
Har dosti aur har pyaar, hai 2 pal ki khushi ya shaid 4
Na charhain tu sar pe pyaar ka bhoot, kisi ki wafaa ka bukhaar
Har dost ki, har dosti, hai saali bhosdi ki bekaar
Kyu umeed laga kar karna dil ko khafa, jazbaat ko khuaar?
Mere pas key hai ek jahaaz ki
Jispe baith kar mai karun moseeqi
Udhr baithe huey, I set the bar so high
Ke tujhe aye gi smell ab hash ki
Thi kami jab jaib mai cash ki
The bhaagey sarey khargosh ki tarha
Aj jab yahan kachwa hai jheeta
To aa ke nibhate hain dosti
Paida hua tha iss dunya mai
Rehta hun janay ab kis dunya mai
Dunyawi hai yahan har manzil
Mangun hi kya saala iss dunya mai?
Na hai buland manzil koi us ke liye
Jo khud urta hawaa mai
Saaf karun kese in ankhon se khoon ko
Karwa chuka hun hijaamay
Aain
Farmain
Merey saath mai baith ke khaain
Mere uthain
Dein duain
Phir peeth pe chaaku ghusaain
Aain
Farmain
Merey saath mai baith ke khaain
Mere uthain
Dein duain
Phir peeth pe chaaku ghusaain
Kehte hain ke waqt sikhata hai
Chup karke sarey seekho iss se
Kehte hain ke waqt hi batata hai
To karun batein mai ab apni Seiko sey
Hui ghalti nahi koi halki si
Darasal hai sarasir gunah hua
Jo kia tha yakeen iss dunya par
Dunya waalon mai tha ghuma hua
Mangal se budh
Budh se jumeyraat
Aur jab jumeyraat se jummah hua
Tha jamah hua ek saath jo tha ghussa salun ka jama hua
Logun se laga ke umeedian
Tha mai urata apni neendain
Rakhta hun ab khud pe khuda pe yakeen
Har roz guzarti hain eidein
Tha wo bhi waqt
Jab waqt sakht tha
Na they jaib mai 4 aane
Par acha bura, aur sahi galat
Ke na beech mai tha kabhi hara mai
Na guzaara hai
Aik pal bhi soch k ke hun
Aik baichaara mai
Ya na bacha ab mere paas koi chaara hai
Ab itna poochna hun chah raha mai
Kab tak dega fuck about the luck suneyga baq baq apney hi barey mai?
Kyu hai parta farak tujhe parh ke sabaq sitaarun k barey mai?
Na hai parta farak baaen aankh pharakne se, bigarte nazaarey hain
Kismat pe jo karta hai shak apni, wohi dhoondhta eshaarey hai
Saley itney miley hain dhokey
Kismat bhi kahey ab I don't care
Khuli ankhon se dekhun wo sapne
Jo tum dekh na pao gey sou ke
Khud ko paya sab kho key
Ab har haal mai hun I'm okay
Masle wi hun lagde ne saukhey
Ab bas maut hi hai jo mujhe rokey
Aain
Farmain
Merey saath mai baith ke khaain
Mere uthain
Dein duain
Phir peeth pe chaaku ghusaain
Aain
Farmain
Merey saath mai baith ke khaain
Mere uthain
Dein duain
Phir peeth pe chaaku ghusaain