Skip to content

Yaara

Nayeem - Shabir feat. Saim Bhat
Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Tujhe phir haasil kar loon Iss dil mein daakhil kar loon Tere iss jism o jaan ko Main khud mein shamil kar loon Tujhe phir haasil kar loon Iss dil mein daakhil kar loon Tere iss jism o jaan ko Main khud mein shamil kar loon Tuhi tha mera kinaara Tuhi jeene ka sahaara Mujhe ruswa kiya hai kyun Hai kehta, dil ye mera. Kyun bewajah dard itna diya Kya hui thi khataa yaara Kyun bewajah dard itna diya Kya hui thi khataa yaara Lamhon ki qaid mein main hoon Bin tere bikhra sa hoon Saath bitaaye lamhe suhaane Kya yaad nahi khwaab ke aansu Sookhe nahi hai Ashq labon se kehne lage. Kyun bewajah dard itna diya Kya hui thi khataa yaara Kyun bewajah dard itna diya Kya hui thi khataa yaara Sookhe huve dariya mein Toota huaa patthar hoon Tere khayalon mein dooba hua akshar hoon Tere bin jee naa paaun Tere bin mar naa jaaun Mera gham aur khushi tujhse o saathi Kyun judaa hai... Kyun bewajah dard itna diya Kya hui thi khataa yaara Kyun bewajah dard itna diya Kya hui thi khataa yaara Yaara... O yaara... Yaaara.