Skip to content

Muntazir

Arbaz Arif
Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Mai muntazir hon tera aj bhi Mera yaar na koi teray bad bhi Mai muntazir hon tera aj bhi Mera yar na koi teray bad bhi Bhool gya hon khud ko mai Teri yaad nay kia barbad bhi Aankhon kay halkay bhi muk gaye Teri ulfaton mai ham suk gaye Teray bad ka ye khulasa hai Tera naam lay lay kay dukh gaye Mai muntazir hon tera aaj bhi Mera yaar na koi teray bad bhi Tu wapis ai ga ek din kabhi Sajdon mai ke hai faryad bhi Sajdon mai ke hai faryad bhi Sajdon mai ke hai faryad bhi Sajdon mai ke hai faryad bhi Teri har aada pe mujhay naaz hai Meri aankhon mai tera lehaz hai Meri chahton ka koi daam nae Mera pyar kyun beawaaz hai Mai muntazir hon tera aaj bhi Mai muntazir hon tera aaj bhi Mai hanjuan nu sajawan Tera naam hi likhda jawan Teray shehr de galian vich asi roye Teri jhalak vekhun nu meray nain na soye Raatan nu je teri yaad aavay Neend othay ee muk javay Dig k sajday ich ve vekhaya ae Teri yaad othay we pul na pavay ae Tujh se baat nahi kartay ab Ham waqt pe sojatay hain Kahin batain yaad aajai toh Ham raat mai khojatay hain Mai muntazir hon tera aaj bhi Mai muntazir hon tera aaj bhi