Skip to content

Kacchi Deewar Hoon Thok

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Kachi deewar hoon thokar na lagana mujhko Kachi deewar hoon thokar na lagana mujhko Apni nazron mein basa kar na giraana mujhko Kachi deewar hoon thokar na lagana mujhko kachi deewar hoon... Tumko aankho mein tasavur ki tarah rakhta hoon Tumko aankho mein tasavur ki tarah rakhta hoon Dil mein dadkan ki tarah tum bhi basana mujhko Kachi deewar hoon thokar na lagana mujhko Kachi deewar hoon... Baat karnay mein jo mushkil ho tumhay mehfil mein Baat karnay mein jo muskil ho tumhay mehfil mein Main samajh jaaonga nazron say bataana mujhko Kachi deewar hoon thokar na lagana mujhko Kachi deewar hoon... Vaada utna hi karo jitna nibha saktay ho Vaada utna hi karo jitna nibha saktay ho Khawab poora jo na ho woh na dikhana mujhko Kachi deewar hoon thokar na lagana mujhko Kachi deewar hoon... Apnay rishtay ki nazaakat ka baram rakh lena, Apnay rishtay ki nazaakat ka baram rakh lena,, Main to aashiq hoon deewana na banana mujhko Kachi deewar hoon thokar na lagana mujko, Apni nazron mein basa kar na giraana mujhko Kachi deewar hoon thokar na lagana mujhko Kachi deewar hoon thokar na lagana mujhko Kachi deewar hoon... END...