Pyar Ka Dil Ko Dikhake
Popularity · Low
Listen
YouTube
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Pyaar ka dil ko dikhaa ke sapnaa, sapnaa tod chale
Jab milne kee pyaas jaagi, tum pyaasaa chhod chale

Phulon kee sejon pe jab tum ne bulaayaa
Pyaar tumhaaraa maine hansee mein udaaya

Ghunghat jab mukhde se utayaa, tum mukh mod chale
Pyaar ka dil ko dikhaa ke sapnaa, sapnaa tod chale
Pyaar jataane ko jab seene se lagaaya
Banhon se tumhaaree maine khud ko chhudaaya

Shahnaae ka tanhaayi se naathaa jod chale
Pyaar ka dil ko dikhaa ke sapnaa, sapnaa tod chale
Bin bhanware kee main to koyi kalee hoon
Tumhaaree lagaai huee aag mein jalee hoon

Aag to lagaai tum ne, par naa bujhaai, jalataa chhod chale