Skip to content

Jaan Tum Ho Meri

S.P. Balasubrahmanyam, Anupama Deshpande, A.R. Rahman
Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Pal bhar thaher jao Dil hi sambhal jaaye Kaise tumhe roka karu Meri taraf aata Har gham phisal jaaye Ankhon mein tumko bharun Bin bole baatein tumse karoon Agar tum saath ho Agar tum saath ho Behti Rehti. Nehar nadiya si Teri duniya mein meri duniya hai Teri chahaton mein main dhal jaati hun Teri aadaton mein Agar tum saath ho Teri nazron me hai tere sapne Tere sapno me hai naraazi Mujhe lagta hain ki baatein dil ki Hoti lafzon ki dhokebaazi Tum saath ho ya na ho Kya fark hai Bedard thi zindagi bedard hai Agar tum saath ho Agar tum saath ho Palke jhapakte hi Din ye nikal jaaye Baiti baiti bhaagi phiroon Meri taraf aata Har gham phisal jaaye Aankhon mein tumko bharun Bin bole baatein tumse karoon Agar tum saath ho Agar tum saath ho Teri nazron mein hai tere sapne Tere sapnon mein hai na raazi Mujhe lagta hain ke baatein dil ki Hoti lafzon ki dhokebaazi Tum saath ho ya na ho Kya fark hai Bedard thi zindagi bedard hai Agar tum saath ho Dil hi sambhal jaaye Agar tum saath ho Har ghum phisal jaaye Agar tum saath ho Dil yeh nikal jaaye Agar tum saath ho Har ghum phisal jaaye