Skip to content

Kehna Hai

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Kehna hai aaj tujhse fir kisi se yeh kehna nahi Kehna hai aaj tujhse fir kisi se yeh kehna nahi Rehna hai sath tere warna duniya mein rehna nahi Pyar karte hamko jina, pyaar karte hamko marna Gham judayi kaa hamko sehna nahi Duniya se darna nahi yar pyaar karna nahi Najre chura key sanam hamko gujarna nahi Dubna hai sahilo par jhumna hai manjilo par Yunhi dariya mein behna nahi Kahna hai aaj tujhse fir kisi se yeh kehna nahi Kahna hai aaj tujhse fir kisi se yeh kehna nahi Mausam ki angdaiya dil ki yeh tanhaiya Aa pass aa hone de duniya mein ruswaiya Jindagi ne phool bate chun liye hai ham ne kante Har phoolon kaa pehnna nahi Kehna hai aaj tujhse fir kisi se yeh kehna nahi Rehna hai sath tere warna duniya mein rehna nahi Pyar karte hamko jina, pyaar karte hamko marna Gham judayi kaa hamko sehna nahi