Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Deewana
luminair, Aryan K
Popularity ยท Low
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Haan tujhse ye aakhein jo lad gayi
Kasam se ye saansein hi tham gayi
Zara zara sa paas toh aa
Mujhko deewana kar gayi
Haan tujhse ye aakhein jo lad gayi
Kasam se ye saansein hi tham gayi
Zara zara sa paas toh aa
Mujhko deewana kar gayi
Ab na baaton pe kaabu hai dil ye bekaboo
Bas tere hi khwaab bune
Saari toh raatein ye jaagoon teri raah taakoon
Tu hi na jo mujhko chune
Kaisi toh aakhein ye teri hain mujhse ye keh rahi hain
Aaja na saath chalein
Jahan pe hawayein bhi beh rahi hain barsaatein deh rahi hain
Gulaabi samaa ke tale
Kyun aake yun baar baar dil dhadkaye
Kyun hai ye nasha tera jo sar chadh jaye
Kyun hoke khafa khafa tu mujhko tadpaye
Yun hi bewajah
Kya bataun kitna chahoon tujhe chal
Gharwaalon se milau tujhe haan
Samjhe kyun mujhe ajanabi
Aaja mujhse main milau tujhe
'Cause you're the one chal ab na sata yun mujhe
Girl you're the one bata kahaan milna hai tujhe
My number one gonna make you live your fantasy
Don't you wanna see wanna see wanna see
Dekho dekho dekho dekho
Aankhon ko na ab tarsao aise
Ab na ye bholi bhaali shakal banao aise
Hai pata chaho thoda sa tum humko bhi
Zara tum bhi bol ke batao kaise
Teri adaa kare ye vaar yaar kya hi main karoon
Ke tujhpe hai meri jaan nisaar kya hi main karoon
Haan tujhse ye aakhein jo lad gayi
Kasam se ye saansein hi tham gayi
Zara zara sa paas toh aa
Mujhko deewana kar gayi
Haan tujhse ye aakhein jo lad gayi
Kasam se ye saansein hi tham gayi
Zara zara sa paas toh aa
Mujhko deewana kar gayi
Ab na baaton pe kaabu jai dil ye bekaboo
Bas tere hi khwaab bune
Saari toh raatein ye jaagoon teri raah taakoon
Tu hi na jo mujhko chune
Kaisi toh aakhein ye teri hain mujhse ye keh rahi hain
Aaja na saath chalein
Jahan pe hawayein bhi beh rahi hain barsaatein deh rahi hain
Gulaabi samaa ke tale