Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Love All Bol De
Shahzan Mujeeb
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Laut Aaya Fir Koi Mausam Ki Tarah
Khulti Hain Yoon Man Ki Har Girah
Dharati Ne Fir Ghoom Ke Sooraj Uga Diya
Chidiya Ne Chonch Me Fir Tinka Utha Liya
Beeta Kal Chal Tubhi Pichhe Chhod Ke
Ek Baar Fir Love All Bol De
Aansu Aur Paseene Se
Hoke Vo Tarbatar
Baitha Jo Kahin Haar Kar
Thamen Haath Uska Chal
Usko Saath Len
Taaliyan Aur Gaaliyan Sab Mil Baant Len
Laga Len Use Gale - Bula Ke Pyar Se
Ek Baar Fir Love All Bol De
Subaho Se Shaam Tak
Dekhe Raah Ek Tak
Maidan Vo Tera Humsafar
Aa Laut Aa Chal Fir Khele Hum Saath Me
Khoye Khwaab Fir Hum Mil Dhundhen Aankh Me
Khoj Len Khoi Genden -Tute Balle Jod Len
Ek Baar Fir Love All Bol De