Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
KYA
Chaar Diwaari
Popularity ยท Moderate
+
๐ฎ๐ฉ Madurese ยท Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Jhapke palak
Ho jaaye subah
Raat ke sath ka kisko pataa?
Raat ki bhookh mein
Sab tha luta
Bataa mujhpe bachaa phir?
Kya?
Kya?
Kya?
Kya?
Kya?
Kya?
Kya?
Kya?
Kya?
Kya?
Kya?
Kya?
Kya?
Kya
Kya?
Kya?
Kya?
Kya?
Kya?
Kya?
Kya?
Kya?
Kya?
Kya?
Kya?
Kya?
Kya?
Kya
Mera hath lagaa aantadon pe
Dukhi meri aatma
Saamne ladke chaar dekhein
Meri antim saans ka
Poora satyanash kaanch kate
Pet lagaa garam chhura maakhan pe
Main bhaga uss raat
Thaila banaa mera haath
Thaila banaa mera haath
Arre dekh le bhagwaan
Yam dekhe tootan sath
Jo laal si tapakri
Aur bail aara paas
Main bhaga uss raat
Main bhaga uss raat
Aur yaad aari mujhko
Meri vo sunita
Kehri mujhe dekh lo
Hai bani roti saag
Aur peeche chal raha tv
Jis se tinu le raha gyaan
Hoga channel ab change
Ni hai papa aaj raat
Toh fir (arre) dekh le bhagwaan
Mujhe dede ek vardaan
Lu main yam ki kasam
Dunga bali main do-chaar
Vo do-chaar pehelwan
Leader Bobby Gangwar
Kaatunga toh unhe baadh ke
Dho paap Yamuna
Kekdaa
Ban rengtaa
Aakein kar li hain band
Na ab dekhna
Bewajah
Maine kyu suna?
Tera band hi nahi hota
Kabhi jhunjhuna
Ilteja meri sun le na
Merko sona hai
Thodi der chup hoja
Kripya ab khured na
Kar de azaad mujhe
Bachi na koi cheshta
Main jaga saari raat
Banaa pehredaar
Badle mein merko mila?
Kya?
Jaga saari raat
Kiye saare kaam
Bataa mujhpe bachaa phir
Kya?
Jaga sari raat
Japaa tera naam
Badle mein merko mila?
Kya?
Suni teri baat
Sab diya vaar
Bataa mujhpe bachaa
Kya
Kya
Kya (bataa mujhpe bachaa phir?)
Kya
Kya
Kya (bataa mujhpe bachaa phir?)
Kya
Kya
Kya (bataa mujhpe ba-)
Kya
Kya
Kya (bataa mujhpe bachaa phir?)