Skip to content

Mujhe Jine Do

RK, Anurag James
Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Chalta firta lagta hai sara jahan Main zinda hun ya murda hun Kisko parwah Jane do unhe jo chale gaye Kisi ki na kami humko Aye rabba mere mainu maaf kari Mainu hor di lorh nahi Mujhe jine do, jine do Kya meri galdi Duniya ek dar Duniya ek dar Zindagi meri pal bhar ki Dhoke ki duniya kuch na hai mila Fir kyun hai ladna Bas kar mera bas kar tera Kya hai yeh duniya Mujhe jine do, jine do jine do Mujhe jine do Khwab saja ke beth gayi hai Raah nihare, Raah nihare Per hai lambe chadar choti Kyun yeh pasare Kohram mache, dil main mache jwala Kyun zinda hun khud ko na pata sala Mujhe jine do, jine do Kya meri galdi Duniya ek dar Duniya ek dar Zindagi meri pal bhar ki Chalta firta lagta hai sara jahan Main zinda hun ya murda hun Kisko parwah Jane do unhe jo chale gaye Kisi ki na kami humko Aye rabba mere mainu maaf kari Mainu hor di lorh nahi Dhoke ki duniya kuch na hai mila Fir kyun hai ladna Bas kar mera bas kar tera Kya hai yeh duniya Mujhe jine do, jine do jine do Mujhe jine do Mujhe jine do, jine do Kya meri galdi Duniya ek dar Duniya ek dar Zindagi meri pal bhar ki