Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Ghar
Amrit
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Chali Tere Ghar Ki Orr
Par Raaste Alag Hain
Na Tu Hai Na Koi Shor
Naraz Phir Kyu Hoon Main
Chali Thi Main Lene Apna Dil
Laut Aayi Khushbuein
Khone Lagi Tujhme Aake Phir
Jagi Soyi Chaahatein
Din Raat Bhatke Kyu
Teri Yaad Khatke Kyu
Main Na Roi Thi
Main Na Roungi Kabhi
Ghar Na Tera Na Mera
Ghar Tha Wafa Ka Dera
Deewaro Se Ab Hai Bana
Tu Jo Gaya Toh
Mera Ghar Bhi Jala Jo
Ab Jodu Main Kaise Teri Bin
Tune Kaha Tha Tu Lautega Ek Din
Chali Usi Dar Ki Orr
Par Vaaste Talab Hai
Thame Hue Dil Ki Dor
Liye Haath Mein Na Dum Hai
Chali Thi Main Karne Sab Haasil
De Gayi Ranjishein
Yu Main Kahi Lauti Na Hoti
Na Thamti Dhadkane
Yeh Wafa Pe Atke Kyu
Ab Saans Gatke Kyu
Main Na Soyi Thi
Ab Soungi Yahin
Ghar Na Tera Na Mera
Ghar Beete Pal Ka Dera
Veeranepan Se Hai Saja
Tu Jo Raha Toh
Mera Ghar Na Jala Ho
Par Dekhu Main Raahe Beete Din
Tune Kaha Tha Tu Na Rahega Mere Bin