Skip to content

Tu Ladka Hai London Ka

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Tu Ladka Hai London Ka Main Ladki Hindustani Tu Ladka Hai London Ka Main Ladki Hindustani Teri Meri Nahi Banegi Koi Prem Kahani, Ja Dilbar Jani, Ja Jadilbar Jani, Oye Ja Dilbar Jani, Haye Roop Ki Rani Ladka Hu London Ka (Oye) Tu Sun Ladki Deewani (Haye) Main Ladka Hu London Ka Tu Sun Ladki Deewani Chir Ke Sina Dekh Le Mera Dil Hai Hindustani O Roop Ki Rani, Haye Roop Ki Rani O Roop Ki Rani, Ja Ja Dilbar Jani Dur Desh Se Aaya Hu, Pyar Bhara Dil Laya Hu Dur Desh Se Aaya Hu, Pyar Bhara Dil Laya Hu Dulhan Tujhe Banane Ka Aankho Mein Sapana Laya Hu Oo Chand Ke Tukade Oo Chand Ke Tukade Ha Kar De Na Kar Aanakani Oo Roop Ki Rani, Haye Roop Ki Rani Oo Roop Ki Rani, Ja Ja Dilbar Jani Tu Ladka Hai London Ka Main Ladki Hindustani Teri Meri Nahi Banegi Koi Prem Kahani Ja Dilbar Jani, Ja Ja Dilbar Jani Tu Chadata Suraj Hai Babu Sham Huyi Dhal Jayega Tu Chadata Suraj Hai Babu Sham Huyi Dhal Jayega Phulo Ka Ras Pike Bhawara Chupke Se Ud Jayega Mujhe Samjh Na Pyare Mujhe Samjh Na Pyare Bholi Bhali Utama Hu Sabki Nani Ja Dilbar Jani, Ja Dilbar Jani Arey, Ja Ja Ja Ja Jani Haye Roop Ki Rani Main Ladka Hu London Ka Tu Sun Ladki Deewani, Chir Ke Sina Dekh Le Mera Dil Hai Hindustani, Oo Roop Ki Rani, Haye Roop Ki Rani Mere Hath Mein Ek Rekha Hai Jis Pe Tera Naam Likha Hai Mere Hath Mein Ek Rekha Hai Jis Pe Tera Naam Likha Hai Lekin Mere Dil Pe Untuk Bas Sham Ka Naam Likha Hai Sham Ka Naam Likha Hai Radha Sham Se, Oye Radha Sham Se, Badkar Hogi Apni Prem Kahani O Roop Ki Rani, Haye Roop Ki Rani Ja Dilbar Jani, Ja Ja Dilbar Jani O Roop Ki Rani, Haye Haye Roop Ki Rani Hoye Ja Ja Ja Ja Ja Jani Ja Dilbar Jani, Aaja Roop Ki Rani Ja Ja Dilbar Jani, Aaja Aaja Roop Ki Rani Arey Ja Dilbar Jani.