Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Jab Se Balam Ghar Aaye
Lata Mangeshkar
Popularity ยท Low
+
๐ฎ๐ฉ Madurese ยท Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Jab se balam ghar aaye, jiyara machal-machal jae
Jab se balam ghar aaye, jiyara machal-machal jae
Ho, dil ne dil se kahaa tha fasaanaa
Dil ne dil se kahaa tha fasaanaa
Laut aayaa hai guzara zamaanaa
Ho, laut aayaa hai guzara zamaanaa
Khushiyaan saath saath laaye
Jiyara machal-machal jae
Jab se balam ghar aaye, jiyara machal-machal jae
Ho, laa ke aankhon se dil mein bithaun
Laa ke aankhon se dil mein bithaun
Muskura ke sitaare lutaaun
Ho, muskura ke sitaare lutaaun
Aashaa jhoom-jhoom gae
Jiyara machal-machal jae
Jab se balam ghar aaye, jiyara machal-machal jae
Ho, din hain apanae mohabbat javaan hai
Din hain apanae mohabbat javaan hai
Unse aabaad mera jahaan hai
Ho, unse aabaad mera jahaan hai
Man ke chor chale aaye
Jiyara machal-machal jae
Jab se balam ghar aaye, jiyara machal-machal jae
Jab se balam ghar aaye, jiyara machal-machal jae
ย