Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Zara Zara
Dhrriti Saharan
Popularity · Moderate
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Zaraa-zaraa bahakta hai, mahaktaa hai
Aaj to mera tan-badan
Main pyaasi hoon, muje bhar le apanee banhon mein
Zaraa-zaraa bahakta hai, mahaktaa hai
Aaj to mera tan-badan
Main pyaasi hoon, muje bhar le apanee banhon mein
Hai meri qasam tujko, sanam
Door kaheen naa jaa
Ye doori kehtee hai, "paas mere aaj re"
Tadapaaye muje teri sabhee baathen
Ek baar ai deewaane, jhootha hee sahee, pyaar to kar
Main bhuuli nahin haseen mulaqaatein
Baichaiyn karke mujko mujse yoon naa pher nazar
Ruthega naa mujse mere saathiya ye vaada kar
Tere bina mushkil hai jeenaa mera mere dilbar
Zaraa-zaraa bahakta hai, mahaktaa hai
Aaj to mera tan-badan
Main pyaasi hoon, muje bhar le apanee banhon mein
Hai meri qasam tujko, sanam
Door kaheen naa jaa
Ye doori kehtee hai, "paas mere aaj re"
Yoon hee baras-baras kaali ghata barase
Hum yaar bhig jaaen is chaahat kee baarish mein
Meri khulee-khulee laton ko sulajhaaye
Too apanee ungliyon se, main to hoon isi khwaahish mein
Sardi kee raaton mein hum soe rahen ek chadar mein
Hum donon thanha hon, naa koyi bhee rahe is ghar mein
Zaraa-zaraa bahakta hai, mahaktaa hai
Aaj to mera tan-badan
Main pyaasi hoon, muje bhar le apanee banhon mein
Hai meri qasam tujko, sanam
Door kaheen naa jaa
Ye doori kehtee hai, "paas mere aaj re"
Aaj re, aaja re, aaja re